kabi yoon be aa mari ankh
kabi yoon be aa mari ankh main kay mary nazar ko khabar na ho
mujay ak raat nawaz day magar ais kay bad sahar(suba) na hoBy Javed

ham say mohbatoon kee namaish na ho
ham say mohbatoon kee namaish na ho sakay gee
bas itna jantay hain kay tujay chatay hain hum By Javed

kin khaboon ki oranain than bhathi ho
kin khaboon ki oranain than bhathi ho
wo to her shub aisay kitnay khuab bunta hay.By Javed

dil ko bay chain sa kartee hain
dil ko bay chain sa kartee hain tumari ankhain
raat ko dair talak tum mujay socha na karo. By Javed

Tu hay suraj tujay kia malum
Tu hay suraj tujay kia malum raat ka dukh,tu kesee rose maray ghar main a utar sham kay bad. By Javed

shyaad fursat nahi hai ruthne
shyaad fursat nahi hai ruthne manane ki, Nigahe badal gai apne or begano ki, tum na chodna haath dosti ka, warna tamanna na rahegi dost banane

ki. By AT

ji kia ha?
ji kia ha?kia chahiya?message parhana chahtay ho?gadhay yai message hi to hai.........By Hassan


Choti choti rat bhi lambi lagti hai,
Choti choti rat bhi lambi lagti hai,
Jab tumhari yaad hame satate hai,
Hum aaye ya na aaye tumhari yaado mai, Urdu sms shayari
Par rehte ho tum hamesha hamare khayalo mai!!By UZZAL

Pyar main geernay par mujhe haath tu
Pyar main geernay par mujhe haath tu diya magar.....woh haath hi kia jis main sahara na hoo...By Umair Butt

DUS BAHANE KARKE LAGAYE DIL!!
(1) Nazro ka milna,
(2) Sharmana,
(3) Gabrana,
(4) Thori si Hasna,(
(5) Phone no dayna,
(6) Miss Call,
(7) Sms,
(8) Calls,
(9) Milna,
(10) Proposal....
RESULT : DUS BAHANE KARKE LAGAYE DIL!!By Uzzal